In 29th yani ki 2days episode what a fight ! dharam ne to agni ki natak company ke chakke chuda diye!👏 aur Shera ne aaj phir se sherni bankar ky chaku chalaya!👏 n i luve where Agni Veer se takrakar aise niche gira ki uski jaan nikal gayi n our VEER az standin like a pillar! Agni aaj steel man se takrakar uske hosh guma baitha!aur ha Agni ki natak company mein apne DV aur Shera jaise kuch bhi nahi hai!Aur agni keh raha tha wah mere shero! woh sher to kay billi jaise bhi nahi hai!
i luvd it n Veers entry waz superb!N ya when Dharam waz fightin his hair luked gud n way he threw them up it waz HOT n stylish!
to aap sab kakya khayal hai?