sayuu..🤗🤗
Shaadi to mast thi...bahut maja aaya... Kya, dhamaal kiya..
Exam bhi accha tha..😊
🏏IPL 2026: Gujarat Titans vs RCB, 42nd Match, Ahmedabad🏏
OIL MASSAGE 30.4
Rumour - Ranveer Singh Demands For Don 3
ANGER & GUILT 01.5
🏏IPL 2026: Rajasthan Royals vs Delhi Capitals, 43rd Match Jaipur🏏
sayuu..🤗🤗
Shaadi to mast thi...bahut maja aaya... Kya, dhamaal kiya..
Exam bhi accha tha..😊
vo to kabse hii hai.. Maiyaa ke aage rangu ki na chalegi..🤣
Nai is baar serious wala tha 🤣
Lekin sai baat hai.. mayya ke age kis ki chalegi
oye..😚😚😚😚😚😚😚😚😚😚😚
Sorry...😳aise jaane ka socha bhi nahi tha na... Socha bich bich mai aa jaungi.. Par aa hii nahi paayi..
Sab cousin hote hai to aap phone ko haath tak nahi laga paate maar daalenge aapko sab..🤦♀️
sukh gayi hai nezu teri tension mai.. 🤣🤪
serious wala matlab...kisi ne confirm kiya tha kya..🙄😲
Nai is baar serious wala tha 🤣
Lekin sai baat hai.. mayya ke age kis ki chalegi
Haa vahi na, jab tak maiyaa na chahegi koi uske show ko band na kar sakta..🤷♀️
pyaar karti hai mujhse..😳
Aap jalo mat..😈
Aur pallu vapas aa gaye..🥳🥳
Sweethearttttttt...🤗🤗
Kaha aye hai
Abhi bhi unka function chal raha hai
Pichle janam se
Apko kya
Ap to pure din yahi pade rehte ho
serious wala matlab...kisi ne confirm kiya tha kya..🙄😲
Haa vahi na, jab tak maiyaa na chahegi koi uske show ko band na kar sakta..🤷♀️
Ye wali baat andar se aye thi 🤣🤪