mujhe wo nautanki pasand hai. Can literally pull that cheeks 😆Agar nahi ayi tho🤣 Kya bana diya hai Adi ko. I hate makers😡🤬 Next time like flower hater I will change user name into maycam hater😡 dekh lena.Originally posted by: aarti1234
Main pighalti hu jab mughe zammen main gada hua yaad aata hain❤️
Us time.. Kitna peak par tha iska junoon. Us time Malini sharbat pilane ki koshish karti na to usko hi gaad aata..❤️
Phir yaad aata hain Malini or iska same table par baith kar khana khana after baby reveal while Imlie is standing in side. Or Iska or Malini ka haath saath main bandha hona and Imlie ka sadak par akele hona.
Phir mera mom ka dil patthar ka ban jata hain💔