Originally posted by: kavya1994
Maanta toh kuch zyaada hain, pata nahi kal se kyu bhaav kha raha hain🤔
Inspire ho gaya from his onscreen character 😂
IRE vs IND 26th June at Belfast,1st T20I,India tour of Ireland, 2026
Sunil Shetty’s granddaughter starts day with modi ji prayers
Deepika needs a solid comeback - and no, King won't be it
Parth's Paternity?????
Tripping over Hrithik - Kareena pair
Why Kajol Doubted PATHAAN's BO Collection?
Originally posted by: kavya1994
Maanta toh kuch zyaada hain, pata nahi kal se kyu bhaav kha raha hain🤔
Inspire ho gaya from his onscreen character 😂
Originally posted by: Not_James_bond
Toh rukho main hi laat marti hun seedha jaake aap uganda ka cotton farms main giroge.😂😂😂
Aap ke picha main Faizi ko bhi waahi bhej ti hoon.😂😂😂
Woh khud hi toh Faizi hain na,kitni bar laat maroge usko???
Wahi toh, har jagah mere saath injustice ho raha hai..☹️😜
Utni Baar jitni baar woh thoda Satyam nahi rakhti.
Ab kya hi kaahe bhaale Sabar ka faal meetha na ho bhukh lagne ka baad hazam ho hi jaata hain.😂😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
Utni Baar jitni baar woh thoda Satyam nahi rakhti.
Ab kya hi kaahe bhaale Sabar ka faal meetha na ho bhukh lagne ka baad hazam ho hi jaata hain.😂😂😂😂
Faizi ki koi value nahi hai..
main daaru peeke so jaata huin..💔
Injustice what's that do u mean injustice woh naahi paata kya hota hain.😂😂😂
Zaara bagal waalo sa puchlo shayad unha paata ho.😂😂😂😂
Ho kya raha hain🤔, subah tak to waiting list mein tumhara naam tha,
Ab tumne kaha, tumne bheja phir bhi mujhe pending list mein nahi dikha...🤔
Lagta hain yeh IF bhi makers ki tarah hame dost banne nahi dega😠
Waahi.karo kuch aur tumse hona sa raaha.😂
Originally posted by: kavya1994
Ho kya raha hain🤔, subah tak to waiting list mein tumhara naam tha,
Ab tumne kaha, tumne bheja phir bhi mujhe pending list mein nahi dikha...🤔
Lagta hain yeh IF bhi makers ki tarah hame dost banne nahi dega😠
Koi na inn sab ko ullu banake hum apni nayya konnare pocha denga.😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
Injustice what's that do u mean injustice woh naahi paata kya hota hain.😂😂😂
Zaara bagal waalo sa pichli shayad unha paata ho.😂😂😂😂
mujhe meri Koel se door kar diya..ek bache ko uske dodo uncle se door kar diya..yeh injustice nahi toh kya hai..😜