Originally posted by: kavya1994
Maanta toh kuch zyaada hain, pata nahi kal se kyu bhaav kha raha hain๐ค
Inspire ho gaya from his onscreen character ๐
Parth Negative!!!
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 T2
Ranveer took home more than 325 crores from Dhurandhar
Cocktail 2 falls over 55% on 1st mon : BOI
Massive backlash for Rashmika's hindi in Cocktail. Your thoughts?
Your fav Imtiaz Ali movie!!?
Tragedy On Love And War Set
Trailer - Baby Do Die Do
Originally posted by: kavya1994
Maanta toh kuch zyaada hain, pata nahi kal se kyu bhaav kha raha hain๐ค
Inspire ho gaya from his onscreen character ๐
Originally posted by: Not_James_bond
Toh rukho main hi laat marti hun seedha jaake aap uganda ka cotton farms main giroge.๐๐๐
Aap ke picha main Faizi ko bhi waahi bhej ti hoon.๐๐๐
Woh khud hi toh Faizi hain na,kitni bar laat maroge usko???
Wahi toh, har jagah mere saath injustice ho raha hai..โน๏ธ๐
Utni Baar jitni baar woh thoda Satyam nahi rakhti.
Ab kya hi kaahe bhaale Sabar ka faal meetha na ho bhukh lagne ka baad hazam ho hi jaata hain.๐๐๐๐
Originally posted by: Not_James_bond
Utni Baar jitni baar woh thoda Satyam nahi rakhti.
Ab kya hi kaahe bhaale Sabar ka faal meetha na ho bhukh lagne ka baad hazam ho hi jaata hain.๐๐๐๐
Faizi ki koi value nahi hai..
main daaru peeke so jaata huin..๐
Injustice what's that do u mean injustice woh naahi paata kya hota hain.๐๐๐
Zaara bagal waalo sa puchlo shayad unha paata ho.๐๐๐๐
Ho kya raha hain๐ค, subah tak to waiting list mein tumhara naam tha,
Ab tumne kaha, tumne bheja phir bhi mujhe pending list mein nahi dikha...๐ค
Lagta hain yeh IF bhi makers ki tarah hame dost banne nahi dega๐
Waahi.karo kuch aur tumse hona sa raaha.๐
Originally posted by: kavya1994
Ho kya raha hain๐ค, subah tak to waiting list mein tumhara naam tha,
Ab tumne kaha, tumne bheja phir bhi mujhe pending list mein nahi dikha...๐ค
Lagta hain yeh IF bhi makers ki tarah hame dost banne nahi dega๐
Koi na inn sab ko ullu banake hum apni nayya konnare pocha denga.๐๐๐
Originally posted by: Not_James_bond
Injustice what's that do u mean injustice woh naahi paata kya hota hain.๐๐๐
Zaara bagal waalo sa pichli shayad unha paata ho.๐๐๐๐
mujhe meri Koel se door kar diya..ek bache ko uske dodo uncle se door kar diya..yeh injustice nahi toh kya hai..๐