usme be romance /eye lock moment dekhate hai ye log...🤪Originally posted by: -Preetz-
Whats training Bro 😆 aisa bhi hain kya idhar? Maine toh sirf inko max rassi pe chadne ki koshish karte dekha hain.
🏏 ICC Men's T20 World Cup 2026: PAK vs SL,Super 8🏏
🏏 ICC Men's T20 World Cup 2026: NZ vs Eng 49th Match,27 Feb 🏏
NIGHT STAYY 27.2
Kya Rishta tyar hai ek aur leap lene ko? -SBS
MAIRA HELPS MUKTI 28.2
Professional setback continues. Dp now out of The White Lotus
Holi special promo
Alia Bhatt (for Gucci) & Diana Penty - at the Milan Fashion Week
US, Israel attack Iran : Trump announces ‘major combat operations’🔥
IPL 2026 - (28 March to 31 May 2026)
usme be romance /eye lock moment dekhate hai ye log...🤪Originally posted by: -Preetz-
Whats training Bro 😆 aisa bhi hain kya idhar? Maine toh sirf inko max rassi pe chadne ki koshish karte dekha hain.
Originally posted by: Shraddha6789
Naa galti sa galti ki tera picha picha aayi main jhak mar ke gayegi.😂😂😂
Woh kidhar iske peeche aayi?
Ye uske peeche jaaneja dhundtha phir raha gaate hue gaya hain 🤭🤭
Originally posted by: -Preetz-
Woh kidhar iske peeche aayi?
Ye uske peeche jaaneja dhundtha phir raha gaate hue gaya hain 🤭🤭
Arz kiya hain.....
Karan to monami.........
Tu Facebook ki rani main tiktok ka raaja ,
Agar dil lagana ho toh jaake paid sa chipak jaa...😂😂😂😂🤡🤡
Aapne sir ko kaun aise sajh dhajh ke phoolon wali thaali ke saath swagat karta hain 😁🤭🤨🤨🤔🤔
Kuch toh locha hain. Kya pata locha-e-ulfat hogaya 😂😂😁😁
Originally posted by: Shraddha6789
Waahi toh baad main chipku main tujhe fevicol sa hi hone waala hain Karu baby aur dimdim bell Monu ka😂😂😂.
Sid and Sanju are going to be naam kya hain pyaar ka maara , ghar ka paata do woh hain academy ka jail purana 😂😂😂.
While Ghayal panchi aur chipda aashiq upps 🤭🤭😁 koel and fizzy boy are going to be chadi mujhe yaari teri aaisi jaisa sherbet main milai ghutti jaise.😂😂😂😂
This is hilarious 😂😂😂😂😂😂
🤣🤣
Originally posted by: Shraddha6789
Arz kiya hain.....
Karan to monami.........
Tu Facebook ki rani main tiktok ka raaja ,
Agar dil lagana ho toh jaake paid sa chipak jaa...😂😂😂😂🤡🤡
Wah wah.
Monami to karan :
Tu mera jaanu hain, tu mera dilbar hain
Meri prem kahaani ka, tu hero hain
Originally posted by: D_e_s_t_i_n_y
usme be romance /eye lock moment dekhate hai ye log...🤪
Ab kya kare woh log abhi aur kisi tareeke se romance karne ko tayyar nahi. Toh aise hi sahi 😆
Thank you ......
Toh sunno gau waalo....
Arz kiya hain
Naa talwar ki dhaar sa naa goliyo ki bochaar sa......
Naa talwar ki dhaar sa naa goliyo ki bochaar sa.........🤠🤠😎😎
Hum forumwasis darte hain Karun babu tumhare Pila rang ka Sling bag sa...😂😂😂😂😜😜😜
Originally posted by: -Preetz-
Aapne sir ko kaun aise sajh dhajh ke phoolon wali thaali ke saath swagat karta hain 😁🤭🤨🤨🤔🤔
Kuch toh locha hain. Kya pata locha-e-ulfat hogaya 😂😂😁😁
if something like that happens, monami will dream more... oh god! ye ladki ko koi dawai de do aur iski dreams ko rok do 😆
Originally posted by: Shraddha6789
Thank you ......
Toh sunno gau waalo....
Arz kiya hain
Naa talwar ki dhaar sa naa goliyo ki bochaar sa......
Naa talwar ki dhaar sa naa goliyo ki bochaar sa.........🤠🤠😎😎
Hum forumwasis darte hain Karun babu tumhare Pila rang ka Sling bag sa...😂😂😂😂😜😜😜
wah wah! wah wah! 👏🏼👏🏼