Originally posted by: -Snow-White-
Haa aur unhe to sab k man ki bhavnayen bhi pata hoti hai ..
Kaunsa unlog chupa rahe hai feelings.
Kaunse kapre twinning kar rahe hai..
Kab miss kar rahe hai...
Date pe jaa rahe hai .
Unhe to bag dkh kar pata chal jata hai .. KV k sath kaun tha .. kaun tha... Cafe mein kaun tha 🤣🤣
Aur blue shirt mein kaun kisse milta hai...maggie kaun kyun khata hai...
Next..lunch ka time, dinner ka time...sab pata kar lenge log...kaun sapne mein kya dekhta hai...sab🤣