maine kuch nahi kiya.. Mai kuch kar sakti huu bhala maa ke saamne..😳Originally posted by: Manasi_16
Kyun? Aaisa kya kiya hai tumne?
Waise yeh topic meri Maa se saatj bhi taboo hai🤣
Bas unhe lagta hai mai khane mai bahut nakhre karti huu..unhe saara time mere piche pada rehna padta hai khane ko lekar...healthy khane mai mujhe maut aati hai..🤦♀️😌😝
Mujhe lagta hai sab maa ke saamne iss topic ko nahi chedna chahiye..🤭🤭