Lift mai bhi dekh raha tha. Par woh koi beech ka banda kambakht kabab mai haddi banke khada tha 🤣
Aree us kabab me haddi ko thappad marne ka man kia tha mera 😡
head bang ke baad to mukhi ko ehsas hone chaiye yaar ...😭
purvi ka touch kaise uske dil me ghanti nhi baja rha 🥺
 
 
 
  
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
  
  
  
 
  
  
 
 
  
  
 
  
 
  
  
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
        