Nandini ke shabd
"Maan karta hai pakhi ko chata laga du zor se datu par zor se nahi daat sakti. Kyuki ma hai. Kyuki maa ko bura lagega"
Uske actions- teenager ko uski ma ke samne zor se data hi nahi, dhamki de ke aa gayi. Gundi aurat
Nandini and Kinjal can do badtamizi with Kavya wo thik hai lekin pakhi kare to badtamizi.
Bhai ab kahi pe bhi jake mu uthake ye log tameez sikhenge par khudki koi tameez nahi. Advocator of child abuse for their goddess( mahan anupama ji)
Ye sari manner ke rules unke goddess ke kiye badal sakte hai lekin baki log nahi. Chata to inhe marne ka dil karta hai wo bhi juto sein.
Kinjal- uske bhagwan anu ke liye apne pati ka maan mar rahi hai. Kisi insan ko poojne ki bhi hadd hoti hai. Usne khud ne badtamizi ki thi kavya ke behkave me aake. Par pakhi kare to use physically abuse karne ki advocacy karti hai. Kavya ke sath badtamizi kar sakti hai, wo badi hai par Pakhi ko kehne ke samay- nandini badi hai, anupama badi hai. Itna ghuma phirake bolne se sidha sidha bolna "hum Anupama ki gang hai, hum sabke sath badtamizi karenge par koi hamare sath nahi kar sakte, hum gyan ke moti bikherenge par koi ulta jawab nahi de sakte, hum mahan mahan hi rahenge, child abuse karenge jo karna hai karle "
Nandini- dinrat samar ke samne anupama ki bhajan gati hai. Pakhi pe abuse karti hai.
Samar - apni baad se badtamizi karta hai lekin pakhi aur toshu ko kahega ma ke izzat kare.
Are bhai itna sara hypocrisy kaisa ata hai?
Anupama ke liye mandir khollo. Har insan ko criticism face karna padta hai lekin Anupama koi kuch kehde to gundagiri pe utar ate hai.
6