Originally posted by: Wilddreams
Head injury se🤪
Ekta maiya ka favorite twist 😆
Memory loss and RR will forget Pallavi as his wife but will feel invisible pull to her like a Magnet 😆
Big NO for memory loss track
Raghu ne kudh keel lagaya to hang their pic
phir usse sar tok diya woh bhi kangi jaisi pallu ki push se ya phir kudh peche jate waqth sar lag gaya jo bhi ho
Yeh RR ka image ka satyanaash kardega
matlab heights of 'kuch bhi' no sence at all
Agar memory loss dikana hi ho to ved haina usse attack karwavona tab RR ki standard se mach hoga
Yeh kya hai bacho jaisa dika raha hai bedroom me patni se romance karte waqth sar pod gaya
agar sach mein pallu ne playfully puch kiya hona woh phir kabi bhi raghav ki aas paas bhi nahi aapayegi ladki ek baar widva banchuki hai agar uski waja se dusra pati bhi hospital pahuch gaya na ladki poori tarah toot jayegi apne aapko manoos samaj ne lagegi phir khud raghu ko chodke chali jaayegi
Aisa kabhi nahi hona chaiye pallu ki confidence nahi kona chahiye