Originally posted by: pallavi_p28
Aaj k baad koi rajmarg chawal nhi kainga🤣
Aur agar khana to us din absent ho jana😆
All hail rajma rice💃
Thoda sa nezu se lekar saba ko de de kya😂😂
🏏IPL 2026: CSK vs Mumbai Indians, 44th Match, Chennai🏏
🏏IPL 2026: Rajasthan Royals vs Delhi Capitals, 43rd Match Jaipur🏏
ANGER & GUILT 01.5
NOT TRUSTED 2.5
Rumour - Alia Bhatt Pregnant
Originally posted by: pallavi_p28
Aaj k baad koi rajmarg chawal nhi kainga🤣
Aur agar khana to us din absent ho jana😆
All hail rajma rice💃
Thoda sa nezu se lekar saba ko de de kya😂😂
iss baar sidha bahar... 🤣
Is baar nhi hoga dekhna
Originally posted by: pallavi_p28
Isliye to request kar rahi hu ki ab mat karna, hamsab ki baatein hi enough hai enjoy karne k liye
Tum chali gai to mai bhi nhi aaungi
Are nai nai
Mujhe sahi me nai pata tha mujhe laga thread 18 plus hai to ese gif share kar sakte hai 😳
But idea hota to nai Karti mai
Nahi ja rahi mai apko Jane bhi nai dungi 😈
Nhi nhi ree..esa nhi hona chahiye. Forum se maza gayab hojayega firr toh. 🙏😳
Purple colour bhi bhot mehnat se mila h🤞
Originally posted by: darkchocolates
Asli kaam and demo aapne diya tha😉🤣
..Temperature badha diya tha...🔥🔥🔥
Waise mera pitara bhut bada hai lekin ab yaha use nai ho payega 😈
kya sacchi.. 😳😳🥺
Guys mera Notification bell bhag raha hai. Kiska reply dekha, nhi dekha. Pata nhi chal raha😆
Thoda aaram se baat karo🤣
Rajma Rice ne kya dhamaal kiya 😆
Kisne khaya tha aur kab🤣