Originally posted by: GrilledCheese
maine bola na ki storm ya lightnign ki wajah se woh paani mein gire, shiva ke dhakke ki wajah se nahi! toh shiva jail kyun jayega? 🤣
woh toh nahi maregi, pata hai 🤢
@bold - tumhaare swaal ka jawaab🤣
Woh nahi marne waali, tumhara MSM squad toh kya Dev Dhara bhi kuch nahi kar sakti iss mamle mein🤣