Bezati kha kha ke pet bhar gya hoga to ab khana kaha se khayegi....
Or khana nhi khana to naa khaye logo ka dimaag kyo kha rahi hai.... Isse har roj koi na koi tamasha karna hi hota hai..... Apni bezati karane ka bada shokh hai pakhi didi ko ... Or phir khud ho rore lagegi.... Actually pakhi is rotli 😭 bhabhi.....
Or ek baat virat se jayada pakhi ko sai ki attention chahiye hota hai.... Kuch na kuch karke sai se apni bezati karwa hi leti hai.... Bezati ki maari pakhi bhabhi....