Null and void to tab declare hoga jab uski first shaadi register hui hogi....arey aadmi shaadi ke din hi mar gya to legal documents bane kab.....in that case legally Pallavi ki ek hi shaadi hui hai and agar Dfam usko Mandaar se shaadi ke liye bole bhi to divorce Raghav and Pallavi ka hona hoga because technically inn dono ki shaadi legal hai
Exactly and moreover divorce keliye pehle court mandated counselling and 6 months court ke bolne pe saath rehna padega uske baad hi divorce mil skta hai