hehehehehehehehe
last night was really veryyyyy romantik .hehehhe abhi to bahat emotinal hogaya tha yar use to laga ki akriti uski mom hai aur dono kya bachho jese harkat kar rahe the abhi ka 2 pair uthana😆 😆 😆 aur gunny ka kahani sunne ka zid karna aur akriti ka abhi k sar ko oyar se pakad na aur vidya ka gunny ko pyar se dekhna dono ki love scens kamal k the yar😊 😊 😊kya romantik night tha kal bahat acha laga par still i miss raj-naina kyun ki undono ki tarah romantic to koi ho hi nahin sakta😳😳😳