dukhti nas pe haath rakh diya tune😭Originally posted by: merryyura
Navdeep.. shera ko yaad mat kara 😭
Aaj bhi bahut dukh hota hai jab bhi uske baare mei sochti hun 😭🥺
Chotu sa, maasum sa shera 😭
Nirdayi Vansh 😡
Waise mera wo thread yad hai
Shera ka khooni kaun wala ? 🤣