Chindi chor means tucchi/ 3rd class strategy. Rubina ke Jasmin ke khilaaf kaan bhar raha hai wo bhi in absence of Abhinav🤣 abey ye bb hai kya ye kindergarten wale game khel raha hai pata nai. Roz ke roz ek scene aisa aata hai ki wo Rubina ke kaan bharta hai against Jasmin wo bhi Abhinav ke absence me har bar aur kamaal ki baat hai humari so called intelligent queen uski baaton me aa bhi rahi hai,dumbalteast fake bacchi didn't fall in his trap, he was all sweet sweet with/infront of her fir bhi wo uspe trust nai karti👍🏼