Originally posted by: merryyura
Vansh ke overconfidence ki bhi band bajayi thi bachi ne toh kabir kya cheez hai 😎
K ko usi din samajh jaana chaahiye tha jab ViVa wapas aaya tha..🤣
N that vihaan ki sacchai pata karne Mishra ko kaam pe lagaya tha tab Mishra ka Eureka moment K ka popat moment tha...🤣usi waqt samajh jaana chaahiye tha ki ab se popat hi banna hai har baar,, baar baar lagataar...🤣