Originally posted by: Chandu_500
muje moksh ko ladke ki tarah dekhna hai
kuch din aur hits and misses dikhayenge tho main bhool hi jaaongi ki mukku ladka haiš¤Ŗ
Mujhe moksh hi yaad hai and ye mukku hai.
Pooja from Mujhse Dosti Karoge is toxic and irritating
🏏Afghanistan tour of India 2026: Only Test on 6th June @ 9:30AM🏏
Episode dtd 5.6
Vulgarity- Bollywood vs Tollywood
From Predictions to Podium: IPL 2026 Winners, Awards & Rewards
UC *Donot Comment*
Rishnak FF: Yeh Hain Jalwa
Originally posted by: Chandu_500
muje moksh ko ladke ki tarah dekhna hai
kuch din aur hits and misses dikhayenge tho main bhool hi jaaongi ki mukku ladka haiš¤Ŗ
Mujhe moksh hi yaad hai and ye mukku hai.
Priya don't talk about actors
IF rules
PM mein bolo
Originally posted by: Priyapriyu
Show me mukku ko thik se bolna to sikha nahi rahe hai English aur French sikhayenge bolo.
woh 2025 mein jee rahe hai na with 5 years leap,
shayad thab maa baap ayise hi hote honge,
english aaye ya na aaye mere bacche ko french aana chahiyeš¤Ŗ
are wo party wala bachha yaad haiOriginally posted by: Chandu_500
woh jo golu molu sa baccha tha na i wish woh moksh hota
i sometimes feel ki mukku 6 saal ke moksh ke hisaab se kuch zyaada hi smart hai.
10 years ho tho main maan bhi loo
mera chota bhai he is 12 years woh mukku ke hisaab se 20% bhi utna smart nay haiš¤Ŗ
Jo poem suna raha tha twinkle twinkle.
Mujhe to wo bachha bhi bada cute lag rha tha I thought ise hi moksh bana dete.
ok sorry kuch delete karna hai kya
Avni ko aisa nahi karna chahiye tha
please CVs Avni se aage se aisa mat karaoā¤ļø
Originally posted by: Priyapriyu
are wo party wala bachha yaad hai
Jo poem suna raha tha twinkle twinkle.
Mujhe to wo bachha bhi bada cute lag rha tha I thought ise hi moksh bana dete.
ohh, i didn't watch the episode fully, woh zingaat wala part and police station part dekha hai out of curiousity
and zingaat dance ke waqt main sirf kalyani ko dekh rai thiš
ohh ha main to bhool gayiOriginally posted by: Chandu_500
woh 2025 mein jee rahe hai na with 5 years leap,
shayad thab maa baap ayise hi hote honge,
english aaye ya na aaye mere bacche ko french aana chahiyeš¤Ŗ
They are way ahead us .
achhaOriginally posted by: Chandu_500
ohh, i didn't watch the episode fully, woh zingaat wala part and police station part dekha hai out of curiousity
and zingaat dance ke waqt main sirf kalyani ko dekh rai thiš
Wo bachha bhi cute tha.
it was like kalyani ke andar thodi dher keliye bhoot aake chali gai hoš
and malhar was like yeh kabhi nay baldlegi, iska kuch nay hosakta.
DM banke bhi iske harkatein nay sudre š¤£