Originally posted by: ..RiMi..
Bondi is so smart 🤪 She knows how to pataao her Patibabu! 🤣
She was like - mai LADKI hu isiliye? Aap mere saath ANYAAY kar rhe hain? 🤪
Seriously man, kya samjhaya Ani ko🤣
Sab wifeys ne patibse baat manvana ise se sikha hoga, uss zamane mein aur itti choti umra mein kya emotional kia Ani ko🤣
Bechara toh shock hogaya ki maine kyun nahi socha ye sab🤪