Originally posted by: SheThought
OMG, maine page 5 pe choda tha, ye 21 tak pahunch gaya!
Hayee how many pages to go through... by the time I do that, you all will go to sleep π
So dekh rahi hoon, Uruben be mehfil jamayi huyi hai π
Mere khilaaf sasuma ko bhi badka rahi hai π²
Kaash I was not so busy since morning toh acche se Uru ki mehfil main tadka lagane aa jaati π€£
Pali β€οΈ , you missed all the fun and the actor ππ have toh paisa hajam ne party thai khatam π
Hum jahan vahan mehfil jam jaaye vahan
Aap hoti toh tadka lagta mazedaar yahan
Arey bhadkaya kahan π Main toh keh rahi thi ahaaa kitna amazing hai ki aap sab saalon se unko admire kar rahe ho, tabhi toh unko yahan invite kiya haina π π