Originally posted by: heavenlybliss
idk about fonts maybe they are small as i read on app and each para has 20 pages but if you google it says that the original and most common mushaf has 604 pages aur meri app pe bhi itne hi hain so i think the pages are taken from that original mushaf only
i know you can read in parts but i like to get it done in one go :P shaam ko time nahi milta so i read it all before Asr...i am now on the fourth para Alhamdulillah
wow sana how did you manage to complete 9? :O
Ameen
Tum ramadan mein apne parents ke paas nahi jati kya?
Me daily 2 paraa padh leti hu aajkal..pehle meri beti choti thi so parts me padhti thi but now she is grow up so itna pareshaan nahi karti mujhe.
U don’t belive hina me shadi se pehle bahot jayada padhti thi..morning evening ki duaa than nafil namaaz bhi padhti thi ..aur 5 times ki namaaz me har namaaz k baad hamesha 100 times Darood bhi padhti thi .ramzaan me iftaar me help bhi karti thi .
Shadi k baad bahot kam ho Gaya tha sabkuch but now last two yers se sabkuch again start kiya hai plus Tahjjud bhi start kar Dee hai Alhumdulilaah.
Bahot sukoon hai ab life me ..bas duaa hai k Allah hum sabki ibaadat qabool kare.aur Hume sahi raaste par chalaye.(ameen)
1.1k