Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai šš
Pooja from Mujhse Dosti Karoge is toxic and irritating
🏏Afghanistan tour of India 2026: Only Test on 6th June @ 9:30AM🏏
Episode dtd 5.6
Vulgarity- Bollywood vs Tollywood
From Predictions to Podium: IPL 2026 Winners, Awards & Rewards
15 Years of Nameless Pyaar - IPKKND Anniversary Celebration
Rishnak FF: Yeh Hain Jalwa
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai šš
Originally posted by: TrickyMind
Paras ka ego hurt hua hai .. mayur se insecure feel kar rahe paaye gaye paras š
Jasso daktaar sahab ko kyu badnaam kar rahi hai.. daaktaar ne kab bola tu mayur ko muj se zyada time de rahi hai š¤
angle banana chaah rahi hai daaktar ke saathš Daaktar ka tashan š
jas bilkul bb mey jaise beyakuf this abbhi bhi eisi hi hey
adat se majboor ye jas
Jasso ne mayur pe daal diya pura blame .. maze toh woh bhi le rahi thi mayur k sath..
Originally posted by: TrickyMind
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai šš
Mujhe bhi dara sehma sa chooha lagta hai
Katrina ki tarah blink karta hai punjab ki katrina ko iss liye hi bhaa gaya
Originally posted by: TrickyMind
Jasso ne mayur pe daal diya pura blame .. maze toh woh bhi le rahi thi mayur k sath..
poora INDIA baat kar raha hai
jassu kaunse GOLE mein rehti haiš¤£
Originally posted by: Chingaari
Mujhe bhi dara sehma sa chooha lagta hai
Katrina ki tarah blink karta hai punjab ki katrina ko iss liye hi bhaa gaya
Indeep ka rap -
Jo tu hass gayi muj ko jach gayi
Dil se keheta hu lagta hai tu fass gayi š¤£
Originally posted by: TrickyMind
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai šš
Isko bas kisi bhi tarah final tak pahunchane hai.
Daaktar sahab se bahut pange leta hai hoor ki pari ke defence mainš
indip aur ballu bilkul bandar jaise lagta hey sorry for insulting monkeysš³
Jalota ko aise hi lota pakda diya hoga.. Tumne muje fassaya hai š¤£