Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai ๐๐
National Film Awards Announced - Yami Gautam Kartik Aryan
Ramayana - Trailer Launch Pratham Sankalp
Aamir Khan Sonam Wangchuk
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 Finale (July 19 p1)
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai ๐๐
Originally posted by: TrickyMind
Paras ka ego hurt hua hai .. mayur se insecure feel kar rahe paaye gaye paras ๐
Jasso daktaar sahab ko kyu badnaam kar rahi hai.. daaktaar ne kab bola tu mayur ko muj se zyada time de rahi hai ๐ค
angle banana chaah rahi hai daaktar ke saath๐ Daaktar ka tashan ๐
jas bilkul bb mey jaise beyakuf this abbhi bhi eisi hi hey
adat se majboor ye jas
Jasso ne mayur pe daal diya pura blame .. maze toh woh bhi le rahi thi mayur k sath..
Originally posted by: TrickyMind
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai ๐๐
Mujhe bhi dara sehma sa chooha lagta hai
Katrina ki tarah blink karta hai punjab ki katrina ko iss liye hi bhaa gaya
Originally posted by: TrickyMind
Jasso ne mayur pe daal diya pura blame .. maze toh woh bhi le rahi thi mayur k sath..
poora INDIA baat kar raha hai
jassu kaunse GOLE mein rehti hai๐คฃ
Originally posted by: Chingaari
Mujhe bhi dara sehma sa chooha lagta hai
Katrina ki tarah blink karta hai punjab ki katrina ko iss liye hi bhaa gaya
Indeep ka rap -
Jo tu hass gayi muj ko jach gayi
Dil se keheta hu lagta hai tu fass gayi ๐คฃ
Originally posted by: TrickyMind
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai ๐๐
Isko bas kisi bhi tarah final tak pahunchane hai.
Daaktar sahab se bahut pange leta hai hoor ki pari ke defence main๐
indip aur ballu bilkul bandar jaise lagta hey sorry for insulting monkeys๐ณ
Jalota ko aise hi lota pakda diya hoga.. Tumne muje fassaya hai ๐คฃ