Asim ko to punishment mil gayi but Shukla ka kya he also pushed Asim wo bhi hard usko kya punishment mili? Baapre kya anger dikha Shukla ka precap međ˛ socho agar wkw me isski har weekend bashing hoti to ye kya karta? Shayad Salman ko zinda he gaad deta aaj mujhe pata chala issko wkw me kyun Salman nahi sunata... Itni umar hone ke baad bhi bilkul akkal nahi bas sharir se bada hai dimag se nahi... Anyways kisiko pata chale to jarur batana Shukla ko bhi punishment mili bhi hai ya nahi