Originally posted by: TrickyMind
'jealousy tag' task started
Mahira vs sana
Asim - mere hisab se sana.. jealousy nahi para sana ne bola tha oaras se pyar hai.. ab mahira close hai paras k...isliye sana ko prob ho sakti hai
Rash- sana.. problem hai shukla.. woh attention deta hai mahira ko jis se sana ko problem hoti hai sana ne bataya hai muje.. shukla needs to understand this sana k sath rahe aur lade uss k liye
Sallu ne aag laga di- rashmi muje lagta hai aap ne audience ko naya angle diya hai
Lag gayi ab Rashmi ki