Originally posted by: dusk2dawn
Kya kare abhi kallu ko kaun samjhaaye ki agar mallu nahi aata toh Aathu se uski shaadi ho chuki hoti.
N pehle jab mallu sehra laga kar aaya tha toh mandap mein wohi baithne wala tha tab uske dimaag mein nahi aaya ki mallu se uski shaadi ho jaayegi..
Yeh CVs kya hum sabko pagal samajhte hai kya..?
Right Darshi n blame cvs for lazy writing with no logic n sense for ott drama