https://www.youtube.com/watch?v=zdwU5eGCcmQ
Durga tells Angad that Guddan likes him...Angad gives mangalsutra to guddan
Written Update Credit :- Telly Trendz
zee tv ke serial guddan tumse na ho payega mein durga ne firse chali hai chaal guddan ke khilaaf badla lene ke liye ji ha apne bhai ki bezzati ka badla lene ke liye durga angad se kehti hai ke guddan itna khayal rakhti hai unka itna support karti hai isiliye unke dil mein hai angad ke liye feelings hai or itna hi nahi unhone guddan ke mangalsutra na pehenne ka bhi uthaya hai faayda or kehdiya ke woh kyu nai pehenti hai aj ke naam ka mangalsutra kyuki kahi na kahi unhe hai feelings angad ke liye Or jab angad jaate hai apne sawalo ka jawab maangne guddan se tab guddan bhi kuch confusion mein aake keh deti hai ke jab tak unke gale mein pyaar se mangalsutra nahi pehnaya jayega tab tak woh nahi pehnegi mangalsutra or rakhdiya use mandir mein ab durga ne toh raita faila diya hai ab aage yeh dekhna kaafi zyaada mazedaar hoga ke durga ki yeh chaal kab tak kaamyaab ho payegi or guddan kab samjhengi ke angad ke dimaag mein confusion durga ne hi paida ki hai