Hahahahahaha!
Kitna maza aya aaj!
I totally ignored Zo's saas!
Mood spoiler bilkul!
Yeh Adi bhi naah!đ
Wrong time pe shayari yaad ati hai iskođ
I loved that scene!
Kaise Zo ke baalon me pyaar se haath pher raha tha!
Aur Hooda's call karke scandalised ho gaye!
Adi ke saath teen teen ladkiyaan!đ¤Ł
And Adi!đ¤Ł
Kuch bhi karta hai yeh banda!đ
Zo ki saas ko kya bolne gaya tha yeh?đ
But yeh papa Hooda ka kaunsa naya raaz hai yeh?
That Pooja knew?
Maamla gadbad again!
Khair ab kal birthday party hai.
Aur phirse daraar aa jayega!đ
I wish inki pagalpanti thodi der aur chalti!
I loved yesterday and today!â¤ď¸