Life is still beautiful with you Prem Heer SS (Chapter 13 on page 27) - Page 16

Created

Last reply

Replies

204

Views

13.4k

Users

14

Likes

343

Frequent Posters

AASUS thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago

Originally posted by: preciousrose26

Awesome too good very nice part .

Love prem Heer scene and their convo.
Waiting for the next update

me too me too *dancing* well let's see what shock await us next 😆
AASUS thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
Yay Premeer Prem Preet and also brave Lalit Juneja plus Chahat what more we could ask for. All my favs
Posted: 7 years ago

Originally posted by: AASUS

me too me too *dancing* well let's see what shock await us next 😆

Next few chapter will be interesting as we have reached next stage of this story.
Only 10 chapter of this story is remaining.
Posted: 7 years ago

Originally posted by: AASUS

Yay Premeer Prem Preet and also brave Lalit Juneja plus Chahat what more we could ask for. All my favs

I am glad that you like all of them.
Posted: 7 years ago
Chapter 11 will be updated now
Posted: 7 years ago

Life is still beautiful with you

Chapter 11

Every members of the Juneja family felt shocked after hearing the decision of Lalit. They knew Lalit was very angry on Gayetri but they did not think Lalit would decide to divorce his wife.

"Bauji ye aap kya keh rahe hein. Ha mana hu ki maa ne jo kiya hein wo galt hein. Lekin apka ye faisala jaldbazi lag rahi hein." Kulraj remarked.

" Beti mera ye faisala jaldbaji se nahi liya hein. Ye faisala to mujhe bahut pahele lena chahiye tha. Mujhe to uss waqt khud ko Gayetri se alag karne ka jaroorat tha jab wo Heer ke khilaf, Prem ke kushi ke khilaf sazzish banana shuru kar di thein." Lalit told her in a determined voice.

" Bauji,mein aap ki gusse ko samaj sakti hu, lekin ek bar soach kar ke to dekhiye maa se aap ka 25 saal ka rishta hein, iss pariwar ko unhone aapni zindegi ka 25 saal diya hein."Kulraj again tried to convince Lalit.

"Nahi beti, tum mere gusse ko samaj nahi sakte ho, aapni jeevan sathi se itna bada dhoka pane ki ehasas meine mehasos kiya. Tumne kaha Gayetri aur mere bitch mein 25 saal ka rishta hein, iss liye mujhe aab ye rishta todna nahi chahiye. Kulraj beti rishta ek najuk dore ka tarah hote hein jo bari asani se tood sakta hein. Gayetti ki karnamo ne uska mere saat har rishte ki dore ko tod diya hein.

25 saal wo meri zindegi ke hissa rahi, 25 saal wo tumhare aur Prem ki zindegi mein aye. Lekin Gayetri ne aapni nafrat mein itne buri tarah se pagal ho gayi ki wose iss ghar ki rishto ki kadar nahi raha. 25 saal pehele meine mere baccho ko kushi ke liye Gayetri se shadi ki thi. Mujhe laga tha wo tumhare zindegi mein maa ka jo kamiya hein usko pura kar sakenge. Lekin Pichle chay saal mein uski har kadam mere Prem se uska kushi chin lene ka thi.

Kulraj Prem aur Heer ka jo rishta hein wo khud uparwale ne thick kiya tha. Iss rishto ko todne ki koshish kar ke wo jo pap kiya hein uska koi bharpayi nahi ho sakta.

Beti aaj wo Prem aur Heer ke khilaf sazzish ki hein, kulraj kiya tum mujhe ye gurantee de sakti ho ki kaal wo tumhare ya Harman ya Preet ke khilaf sazzish nahi karenge.

Mujh pata hein tum nahi desakti. Jab sarir ka koi hissa nassor ban jata hein tab usse kat kar fek dena chaiye taki wo zeher sarir ke baki hisse mein na fel jaye.

"Prem,Harman,Preet tum log to kutch bolo." Kulraj pleaded.

"Di, Mrs. Gayetri Juneja ko divorce dene ka faisala lene ka haq sirf bauji ko hein. Bauji ne jo faisala liya hein wo pariwar ka acchayi soach ke liya hoga, iss liye mein iss mamle aur kutch bol na nahi chahta. Aur mera aur Mrs. Gayetri Juneja ka bitch aab koi samband nahi hein." Prem commented

Juneja family members were shocked at the way Prem was referring Gayetri but at the same time, they could understand why Prem was doing that. Gayetri hurt Prem very much.

"Di, ek lawyer hone ke naate mein janta hu log kis waqt divorce jaise ultimate faisala leta hein. Ha pariwar ke liye ye koi kushi khabar nahi hein par kabhi kabhi pura pariwar ko bachane ke liye ye ek jarurat ban jati hein.

Kisi bhi risto ka buniad hota hein ek dusre ke liye bharosa, ek dusre pechan ne ki ki khamta. Jab iss rishta ka buniad hi andar se tood gayi ho to aise rishte ko bachay rakne ki koi maine nahi rehata.

Maa ne jo kiya uske baad mein unko pechan nahi paa raha hu, mujhe nahi lagta maa ko aab kabhi uss najar se dek paonga jo lein kutch din pehele bhi dekta tha.

Kul di iss liye ein bauji ki iss faisale ko puri tarh samarthan deta hu." Harman commented

"Par Harman bhaiya ye karne se hamara pariwar ke samman ko thes poachyega duniyawalo ki samne." Meher commented

"Meher duniyawalo ke sambe hamare pariwar ki ijjat tabhi ucchal gaya tha jab court mein sab ne maa ki ghandi harkato dekha. Mediawalo ne ye case ko national news bana diya. Iss desh mein aab lakho ke upar log jan gaye hamarr pariwar ke iss situation ke bare mein.

Meher is waqt bhi hi hamare ghar ki bahar do tin journalist hein, Juneja industry ka office ka phone do pehar se baaj raha hein. Tv khulke dekho kisi na kisi news channel mein maa ki aur hamare pariwar ka jikar ho raha hoga. Logo ke liye hamara pariwar ka kahani ek cinema ban gaya hein.

Hamara pariwar ka samman ko jo thes pauch na tha wo pauch gaya, aab kisi bhi faisale se ye badlega nahi." Preet commented.

"Kulraj, Meher mera ye siddhant aab pakka hein. Mein isse piche morkar nahi aaonga.

Prem beta tu Chahat ko kutch din ghar mein rakh, kyunki mujhe lagta hein wo agar school jati hein to log usse bahut sare distrubing sawal karenge.

Harman tupurI case ka har ek detail ka kahar rakh, aur Preet hamre business bhi iss puri case se probgabit ho sakte hein iss liye tu iss ke upar kheyal rakh.

Maya beti tumhare to media ka saat connection hein, uss connection ko laga ke dekho kya hum media coverage ka kutch kar sakte hein ya nahin. "Lalit instructed

All of them nodded their head after hearing the discussion.

" Thick hein mein aab aap ne room mei. ja raha hu aram karne ko liye." Lalit left dining table with a serious look in his face.

" Bhaiya kya mein aap se do minute baat kar sakta hu?" Preet asked Prem.

"Ha kyun nahi." Prem told Preet.

Prem, Preet sat in the one corner of the house.

" Bhaiya, mein samaj sakta hu ki iss waqt app kaisa mehasos kar rahe hein. Aap ne maa ko jo darja diya tha unhone aap ne harkato se uska bada apaman kiya hein. Pichle koi saal se mein dekh raha ki maa badal rahi hein, lekin mein kabhi bhi nahi soacha ki maa iss had tak gir jayegi. Jab court mein video mein dekha maa kis tarike se aap ke khilaf saazish kar rahe the, tab mujhe laga ki itne saal tak jo maa ke bare jana hein wo sab jhooth hein. Bhaiya mein aapse mafi mang raha hu unki iss harkato ke liye." Preet folded his hands after saying that.

Prem pulled Preet in a hug.

" Preet har insan aapne karmo ke zimmadar khud hota hein. Gayetri Juneja ne jo kiya wo unki galti hein, iss liye tujhe maafi mange ne ki koi jarurat nahi.

Preet tujhe mein apna bhai man ta hu sirf isliye nahi ki tuj se mera khoon ka samand hein, mein tujhe apna bhai iss liye bhi mann ta hu kyunki tere saat mara atma juri hoyi hein. Preet duniya chahe idahar ki udhar ho jaye, har rishte badal jay, lekin tera mera ye rishre kabhi nahi tooenge. Tu hamesha mera chota bhai rahega." Prem assured Preet.

Later in Prem Heer bedroom.

"Prem tum ne bahut accha kiya hein Preet se baaat kar ke. Mrs. Gayetri Juneja harkato ne iss ghar ki sabhi sadiyso ko takleef di hein. Mujhe lagta hein tumse baat karne ke baad Preet halka mehasos kar raha hoga.

"Mein bhi yahi chahti hu Heer. Preet mera bhai hein aur ye rishta kabhi nahi badlenge. Tum ne sahi kaha Heer Mrs. Gayetri Juneja ne aapni gandi harkato se iss ghar ke sabh hi sadyoso ko thes pauchaya. Hamara pariwar ka buniad ko hila diya. Ye ek aur wajah hein jis ke wajase mein unko kabhi nahi maaf karonga." Prem commented.

" Tum chinta maat karo Prem, humara pariwar ka sab log hamare saat hein, ye mushkil ghari ek na ek din kat jayegi hamari zindegi se " Heer told Prem.

"Mera bhi to yahi umeed hein Heer ki, ekdin sabkutch samal jayega, hum ne hamare zindegi ko dubara acche se sharu karenge. Kash wo din bahut jald aa jaye." Prem told Heer while pulling her closer to him in the bed.

Heer rested her head on Prem's neck and hugged Prem tightly.

"Prem zindegi ki rahe mein kabhi kabhi andhera cha jate hein. Hamre zindegi mein bhi aisa hua, lekin mujhe yakeen hein hamare rishto ki takad par. Hamare ye rishte hume takad degi wos andhere ko dur karne liye aur tum dekhna iss ki wajse hume bahut jald ummed ki kiran nazr ayegi." Heer told Prem.

"Mere liye to ummed ki kiran to tum ho Heer. Tumhara payyar hi to hein to jisne mujhe abhi bhi samal kar rakha hein. Jab tumhe dekta hu to mujhe lagta hein ki zindegi se mera koi shikayet nahi hein kyunki jab tak mera zindegi mein tum ho tabtak zindegi mere liye haseen hein." Prem told Heer and soon fell into sleep in her arms.

Heer was quietly observing her sleeping husband, she felt like take him away from all those problems. Heer vowed she would never let anyone to hurt her Prem. According to her, Prem deserved a happy life with her, Chahat, and rest of the family.

"Aur tumne meri zindegi ko kushi se bhar diya, Prem. Zindegi ki har pal aab mein tumhare humsafar ban ke rahungi, zindegi chahiye jitne bhi intehan le, mein tumhara saat kabhi nahi chorongi, kyunki tum meri sirf dil mein nahi ruhu mein bhi sama gaye ho, tum aur mein to uss rishte mein band gaye jaha do dil ka dhadkane jo ek dusre ki ruhu mein sama gaye." Heer told her sleeping husband in a loving voice.

Chapter End.

byeleftgone thumbnail
7th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 7 years ago
Awesome Fab update
Prem n preet scene was awesome love their bonding
Loved premeer scene
Waiting for the next part
Posted: 7 years ago

Originally posted by: preciousrose26

Awesome Fab update

Prem n preet scene was awesome love their bonding
Loved premeer scene
Waiting for the next part

Thanks sister for being a regular reader of my ff😊.
I hope you will like next chapter.
AASUS thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago

Originally posted by: preciousrose26

Awesome Fab update

Prem n preet scene was awesome love their bonding
Loved premeer scene
Waiting for the next part

haan agree
AASUS thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
ch 11 pg 22

omg dialogues are the highlights here.
Bauji rocks 👏
Prem Preet super short scene 😭 but lob it 🤗 so caring.
You've used lot of KDMHMD dialogues in btw - so awesome - for all though they were from variety of scenes. 😃
Lob Heer, Preet.

Kulraj is ever sympathetic - but she speaks up to g3 in show and Prem never did.
Here opposite happened.
Meher 😕 raises her concern 🤔 she's similar to post leap Meher - I didn't like post leap whaever she did was boring. The 2008 scene wala Meher rocked.




Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".