Surbhi's dadi look and Nakul's sardarji look is just slaying!!!
What a unique pair🤣🤣🤣🤣🤣
Ani shooing away girls from flirty pati ji🤣🤣🤣🤣
aur billu ki masti🤣
A: kiyaa tha yeh..??😆😆😆
S: kiya thaa chachi ji🤣🤣🤣
A: pata hai aapki umar se adhi thi woh ladkiya sharam aati hai aapko🤣
S: tu kia umar se dugni waliyon se romance karon???🤣🤣🤣🤣
then the way billu began to laugh when ani turn on the fan😲😲😲🤣🤣🤣🤣
I couldn't believe my eyes that our beastly, obnoxious billu was laughing like that🤣🤣🤣🤣 once he used to feel lost in her seeing her walking into OM and now dadi ki khuli khuli zulfon ko dekh kar bachon ki tarah hans raha hai🤣 for that also ani is responsible she has made him fun loving😆
and the way he screamed aaahhh🤣
yeh humara hi billu thaa naa???
A: badi hansi arahi hai???🤣
S:you look like a full bhutni🤣
A:kal bada ILU ILU kr rahe thay abhi mein aapko safed bhutni kag rahi hoon🤣
S:agle haftay halloween hai abhi hota na mein tumhe halloween party mein lejata🤣
A:Woh kiya hota hai?😆😆
S: halloween nahi pata tumhe..bhooton ka din hota hai🤣🤣🤣
tumharay jaisey bhooton ko yaad kiya jata hai aur celebrate kiya jata hai🤣🤣🤣🤣
A: baday mazay le rahay hain aap hay hay hay🤣🤣🤣🤣🤣
S: bada maza araha hai🤣 aisay lag raha hai saamnay aisay horror film dekh raha hoon🤣🤣🤣🤣🤣
aisay bijli chamkay gi aur tum daant nika lo gi🤣
and billu enacted that too🤣
S: mein toh kehta hoon iss yaad ko qaid kr letay hain selfie letay hain pata toh chalay aaj se bees tees saal baad dadi ji kesi lagayengi🤣🤣🤣🤣🤣🤣
the dialogues🤣🤣🤣kudos to the writer but NaRbhi they are the soul of IB ab chahay koi manay ya nahi👏