Posted:
Bechari khud hi marks bana kar nandini ko jealous kar rhi thi 😆
Bechari, vese to attitude me ghumti hai.. ki patrani hai... kehti firti hai ki chandra usse pyaar karta hain.. aur yahan khud hi marks bana kar apni fantasy bata rhi hai "shaadi me kya hota hai, tum janti ho ho na... chandra bhi na" ...itni hasi ayi mujhe 🤣...par usse jyada daya ayi...😛...
Yeh to unlogo ki yaad dila di jinke Husband ya wife ...chahe kitne bhi hot ku na ho... unko fir bhi hath ka hi istamal karna padta 😆...i mean 'love marks' banane ke... 😛