Sarke Chunar Teri - Nora Fatehi New Song Controversy
SUHAAGAN KI NISHAAN 16.3
Vicky Kaushal Faces Backlash For Making Wife Jokes
Historic Day 1 on cards for Dhurandhar 2!!! Give your predictions!!
Battle Of Galwan Changed To Maatrubhumi
If sehar and Mahdi get divorced
Salmans New Film Will Have Chinese Song ? 🎶
Originally posted by: Naintara17
Hellooo!
Sorry kal post nahin bana payi!Had fever. But now I'm feeling slightly better so back with a post today!Jinhoney mujhey miss kiys unhey bohot sara pyaar aur jinhoney nahin kiya, unhey bhi!😆😆Okay coming back to the episode today, Daadi ne kya keh diya aaj!SSO ko speechless kar diya! Kamal ho gaya yeh toh!😆Baadi chalak nikli daadi.Khaandaan ki izzat bachaney ki promise lekar phir announce kiya ki Anika hi woh izzat hai!Waah bhai Daadi!Aap toh chaaa gayi!😆😆SSO ka expression said -"Phut the whuck!Yeh kya ho gaya!Ab kya karoon?"🤣🤣🤣But Tia!😡Chheee! Hated how she tried seducing Shivaay.Besharam aurat. Robin ko bhool gayi ek second me?😡And Gadha Singh Oberoi toh statue ban gaya tha! Roka bhi nahi. Kaash I could break a phone on his head to bring his senses back to him!😆But Daadi bhi kam nahi!😉"Tumhey toh bohot chot lagi naa aaj, jaakey aram karo"😆Masterplan toh backfire ho gaya ji!😆😆And Rudraaa!🤣He literally pushed Tia out of the room!😆And his jokes never fail to make me go🤣Loved the OMRu moment too!And RuMya!❤️They are so cute!But Rudy beta, tension ka waqt aa gaya hai!Taadibaaaz Sahil ko Saumya se alag karna mushkil hi nahi na mumkin haiKyunki "Sa-Sa" ki train toh chal padi!🤣BEWARE!😆😆Par yeh ACP Randhawa kar kya raha hai?😕What khichdi is he cooking now?Ek baar mar gayi, phir zinda hai!GK, decide karlo, maarna hai ya nahin?😕CONFUSIONBut the best moment was that last scene!That restlessness and longing!So heartbreaking yet so amazing!So very ShivIka!❤️Loved it!And Precap!Anika 2 Tia O!Huehuehueheue!Ho gaya hai jaand ka eilaanTia ho gayi hai pareshaanJab tak hai Buzurgo ka Ashirwaad Anika ke SaathTia ki hogi jam ke dhulai Anika ke haath!🤣🤣Excited for tomorrow!😃
Originally posted by: Naintara17
Hellooo!
Sorry kal post nahin bana payi!Had fever. But now I'm feeling slightly better so back with a post today!Jinhoney mujhey miss kiya unhey bohot sara pyaar aur jinhoney nahin kiya, unhey bhi!😆😆Okay coming back to the episode today, Daadi ne kya keh diya aaj!SSO ko speechless kar diya! Kamal ho gaya yeh toh!😆Baadi chalak nikli daadi.Khaandaan ki izzat bachaney ki promise lekar phir announce kiya ki Anika hi woh izzat hai!Waah bhai Daadi!Aap toh chaaa gayi!😆😆SSO ka expression said -"Phut the whuck!Yeh kya ho gaya!Ab kya karoon?"🤣But Tia!😡Chheee! Hated how she tried seducing Shivaay.Besharam aurat. Robin ko bhool gayi ek second me?😡And Gadha Singh Oberoi toh statue ban gaya tha! Roka bhi nahi. Kaash I could break a phone on his head to bring his senses back to him!😆But Daadi bhi kam nahi!😉"Tumhey toh bohot chot lagi naa aaj, jaakey aram karo"😆Masterplan toh backfire ho gaya ji!😆😆And Rudraaa!🤣He literally pushed Tia out of the room!😆And his jokes never fail to make me go🤣Loved the OMRu moment too!And RuMya!❤️They are so cute!But Rudy beta, tension ka waqt aa gaya hai!Taadibaaaz Sahil ko Saumya se alag karna mushkil hi nahi na mumkin haiKyunki "Sa-Sa" ki train toh chal padi!🤣BEWARE!😆😆Par yeh ACP Randhawa kar kya raha hai?😕What khichdi is he cooking now?Ek baar mar gayi, phir zinda hai!GK, decide karlo, maarna hai ya nahin?😕CONFUSIONBut the best moment was that last scene!That restlessness and longing!So heartbreaking yet so amazing!So very ShivIka!❤️Loved it!And Precap!Anika 2 Tia O!Huehuehueheue!Ho gaya hai jaang ka eilaanTia ho gayi hai pareshaanJab tak hai Buzurgo ka Ashirwaad Anika ke SaathTia ki hogi jam ke dhulai Anika ke haath!🤣🤣Excited for tomorrow!😃