Part 41 1&2
Nice updates
Arhaan ne jid kar ke geet ko manva hi liya...
Maan geet ko dekhkar chonk gaya par arhaan ki wajhah se sichuation normal ho gayi...
Loved arhaan maan talk
Maan baat karna chahta hai par geet nahi chahti...
Loved maanya arhaan convo...
Maan dev aur dadima se diya ki baat vicky se chupane ke liye bolta hai...
Maan ko lagta hai ki diya ke saath dai ma bhi mili hui hai...
Maan ke dil ka dard koi jaan nahi sakta aur geet ne jo safar kiya hai usska koi hissab nahi...
Waiting for maan geet meeting...
Thanks for pw...
Yaar, mera ek problem hai...har baar mujhe pw ke liye bolna padta hai...
Kai baar toh do teeh baar try karni padti hai...
Kya aap mujhe aapke pm list mein add nahi kar sakti...
Mujhe sach mein achha nahi lagta...baar baar pw mangna...
I hope ab aage se mujhe sab ke saath pw mil jaaye...
comment:
p_commentcount