Na Jaane Yeh Nakli Nakaab Aur Kitnon Ko Devdas Banayega
Yeh Gulab Ka Phool Kab Tak Apne Kaanton Ko Chupayega,
Na Jaane Apne Kaaton Se Kitnon Ko Zakhmi Banayega
Naye Daur Mein Mohabbat Sirf Purani Kitabon Mein Hi Milti Hai,
Na Jaane Hamari Hi Duniya Mein Aise Log Kyon Chale Aate Hain