Asad stared at the earring and closed his eyes . And again the foul memories returned to him .
**flashback**
After the sangeet , Asad had tried numerous times to tell Zoya that he loved her, but everytime he had just failed . Everytime Tannu came up with some stupid thing , and he just couldn't confess .
Zoya had started doubting Tanveer . She always tried to bring the truth in front of family , and she failed . Her arguments with Tanveer , had irritated Asad to the core . He calmly tried to explain Zoya hundred times , but she was so stubborn , that he failed . He tried to keep cool and calm . But he was Asad , for how much time he could control his anger .
After the day Zoya had ordered the Kurti from Tanu's company , and the drama that had taken place at the dining table , asad was really angry . Tanveer had cried full night , that Zoya doubted her . She had told Asad that she will leave the house , because Zoya doesn't likes her .
Asad was really angry . But still he didn't shouted on Zoya . He was sandwiched between zoya and Tanu . He trusted Tanu completely , and could never doubt on her . And zoya , he knew that she had a golden heart and couldn't lie . His only conclusion was that Zoya was misunderstanding situation .
Only 4 days were left for wedding . Tannu and Zoya had gone shopping , and the goons had attacked on them . Asad had reached in time and had saved both the girls . Tanveer had got a deep wound on her head . Zoya had got slight bruises on her neck and hand due to manhandling .
It was night time , when Zoya enterd asad's room . He was working on laptop . He saw her and got up .
"Ms Farooqui , aap yaahan kya kar rahi hai ? Aapko iss waqt aaraam ki zaroorat hai ."
"Mr. Khan , mujhe aapse ek bahut zaroori baat karni hai."
Asad looked at Zoya's face . She was really serious .
"Kiske baare mein"
"Tanveer" she said calmly .
"Please Ms Faarooqui don't start again"
"Par Mr Khan ..."
"Khuda ke waaste , aap tanu ka pichha chhod dijiye . Uss bechari ne aapka kya bigaara hai ."
"Main uske pichhe nahi pari hu Mr Khan , mujhe bas thhode doubts hai ." replied Zoya .
"Aap aur aapke doubts . Itney baar galat saabit hone ke baad bhi aap haar nahi maan rahi hai ."
"Whatever Mr Khan . Aapko yakeen nahi karna hain , mat kijiye . Main aapko jo bataane aayi hoon , woh bataa ke chali jaungi . "
"Mujhhe nahi sunna hai "
"Par mujhe sunana hai . Aaj woh gudey ..."
"Woh gundey Tanu ke ex husband aur uskey dost thhey . Mainey unke khilaf complain kar di hai "
"Par Mr Khan mujhe nahi lagta hai ki woh uskey ex husband aur uskey dost thhey ."
"Matlab "
"Matlab , yeh ki. Tanveer un logon ko dekh kar dari hi nahi . Aap jaantey hain woh log gun Tanu pe nahi , mujh par point kar rahe thhey , as if mujhe maarne aaye ho ."
"What nonsense Ms Faarooqui . Aap ye kaisi behuda baatein kar rahi hai . Koi aapko kyun maarne chaahege . Aap tanveer ke saath thhi , isiliye aap par attack huya ."
"Aur aap yeh baat mat bhuliyein ki Tannu ko aapse zyaada chot aai hai ."
"I know Mr Khan , par .."
"Par war kuchh nahi , bahut keh liya aapne aur bahut sun liya mainey . Ab aap jaa sakti hai ."
"But..."
Asad was burning with anger . That was all that he could tolerate .
"Aapki problem kya hai . Aapne Tanu ko jhuta saabit karne ke liye uski jali hui skin tak nochney ki koshish ki . Aap tab bhi naakaamyaab hui , toh ab aapkey yeh stupid plans "
"Plans... Mr Khan aapko lagta hai ki main plan kar rahi hoon ."
"Mujhe nahi pataa . Par itna jaroor bataa hai ki aap jhoot bol rahi hai . "
"Par main jhoot kyun bolungi Mr Khan"
"Kyunki aap , Tanveer se jalti hai . Jalti hai aap uski achhaaiyon se . Uske sanskaar se . Aap chaah ke bhi waisi nahi ban sakti hai . Woh tameez aur tehjeeb aap mein aa hi nahi sakti hain , Ms Faarooqui . Woh rishton ki samajh , aap chaah ke bhi apne andar nahi laa sakti hain. "
Tears were flowing down Zoya's cheeks . She didn't shouted . She just calmly said " main tanveer ke jaisa banna chahti hi nahi hoon Mr Khan . " she left the room .
**flashback ends**
Tears were flowing down Asad's cheeks .He was holding the earring with such a force that it was hurting his fingers .
"Maine sahi kaha thha Zoya . Aap chah ke uske jaisi nahi ban sakti . Meri Zoya aisi hain hi nahi . Aap , aap iss duniya se alag hain . Yeh duniya aur iski burayiaan , aapke liye nahi hai . Mera jaisa khudgurz insaan aapke liye nahi hai . Isiliye shaayad allah ne mujhe aisi sazaa di . Ki naa main jee saku aur naa mar saku . Yaa allah , meri Zoya mujhe waapas kar de . Main jaanta hu main uske laayak nahi . Phir bhi tu usse mujhe lauta dein . Main jaanta hun ki woh itani achhi hain ki tere jannat mein bhi uski maang hain . Par mujhe uski jyaada zaroorat hai . Agar tu usse nahi lauta sakta , toh meri bhi saansein le le . Ab mujhse yeh dard aur nahi saahaa jaata . 4 saal , 4 saal se intezaar kar raahaa hoon ki meri Zoya ..."
He hears the knock on the door .
Nazma was standing there in kurti and jeans . Asad had granted her permission to wear jeans . He had understood that respect is in heart , and not the clothes .
But still Nazma wasn't happy . There was no smile on her face . Her engagement was fixed , but still she wasn't happy .How could she be happy when Zoya was ...
"Bhaijaan , ammi aapko naashte ke liye bula rahi hai ." Said Nazma . She looked at his brother and knew exactly what was he thinking . Her heart pained , to see her brother in that condition . But she couldn't do anything for him .
Since 4 years , the happiness of the house had vanished , and she didn't expected that the happiness will ever return .
"Tum jaao main aata hun ." Said Asad wiping his tears . He was in the most vulnerable state possible . But he knew , that how much also he hides , his family understood his pain .
Nazma goes away as she can't stand the sight of her strong bhaijaan crying like a baby , craving for his life .
Once again Asad closes his eyes and the foul memories tormented him .
**flashback**
It was the fateful day that he hated .
It was 2 days left for the nikaah . After the conversation of that night in Asad's room , asad and zoya had not talked . It had been full 2 days since they had last talked .
Asad knew it was his fault . He had crossed his limits. But he didn't say her sorry . Zoya was simply avoiding Asad since 2 days .
Asad was sitting on the breakfast table . He was reading his newspaper . Dilshad and Nazma were serving food , when Zoya walked in . She came and sat on the chair .
"Good morning phupi , good morning tammatar "said Zoya .
Then Zoya stared at Asad who was lost in his newspaper .
"Good mornong Mr Khan " said Zoya with a very calm voice .
Asad shot his head up to look at Zoya . Now that was very unexpected . Zoya talking to him calmly , was not at all normal . By the way Zoya had greeted Dilshad and nazma , asad could tell that something was disturbing her .
And when Zoya greeted him , he became all the more sure about the fact that something was disturbing her .
Asad looked at Zoya and asked
"Good morning . You ok ? "
Zoya heard his voice full of concern . She felt better.
"Yes Mr Khan . Its just that ...Nothing . Nothing at all Mr Khan . Main theek hoon "
Asad was concerned , there was something wrong for sure .
" koi problem ho toh u can share "
"Nothing Mr Khan . Its just that , main achha nahi feel kar rahi hoon ."
"Should I call the doctor " came the quick reply from Asad .
"Nahi Mr Khan . Meri tabiyat kharaab nahi hain . Par pataa nahi kyun , aaj mera mood kuchh achha nahi hai . Bahut sad sa feel kar rahi hoon "
Now asad thought of cheering her mood .
"Sad aapko nahi mujhe hona chahiye . 2 din mein humara nikaah jo hone waala hai ."
"Oh really . Sad toh mujhe hone chahiye , ki mera ek emotionally challenged robot se nikaah ho raha hai . "
"Ms Faarooqui " asad roared .
"Mr Khan " zoya yelled .
They both silenced when they saw dilshaad , staring them .
After completing the breakfast , asad got up to go to office .
"Mr Khan" Zoya called him in a very calm voice .
Asad was again surprised . Today this girl was going to drive him crazy .
"Kahiye "
Zoya got up from the chair and said .
"Mujhe apni dress lene boutique jaana hai , aap mere saath chaalenge "
It was very unlike Zoya to ask him for any favour . He had an important meeting so he said "Par Ms . Faarooqui mujhe office ..."
"Please Mr Khan"
Now Asad couldn't refuse to her . "Ok fine . Let's go"
Till than Tanveer walked in .
"Jammy humein apni factory phir se chaloon karne ke liye saamaan kharidna hai . Aap humaare saath chalenge ?"
Asad looked at Zoya's face . Anger was visible on her face . But he couldn't refuse to Tanu .
"Thik hain Tanu . Tum taiyaar ho jaao "
Zoya looked at Asad and started "Mr Khan , aapne kaha thha ki aap mere saath chalenge "
"Jaanta hoon Ms Faarooqui . But Tanu ke saath jaana jyaada important hai ."
"Woh important hai . Aur main ? Main important nahi hoon aapke liye " Zoya said with tears in her eyes . Pain clearly visible in her eyes .
"Aap baat ko kaha se kaha leke jaa rahi hai . Aap jaanti hai naa Tanu ka akele jaana safe nahi hai . Agar usse kuchh ho gaya toh ."
"Agar mujhe kuchh ho gaya toh . Mujhe kuchh ho gaya toh aapko koi fark nahi parega Mr Khan "
That was all that Asad could tolerate . He couldn't listen to the fact that anything will happen to Zoya .
"Shut up Zoya . Tumhe kuchh nahi honey waala hain . "
Asad tried to control his temper and said " aapke jaan ko koi khatra nahi hai . Koi aapko nahi maarna chahta hai . Aap hamesha ke liye , hum sabko pareshaan karne ke liye issi ghar mein rehne waali hain . Aur jaahaan tak rahi aapke saath naa chalne ki baat toh aapki dress se jyaada zaroori Tanu ki safety hai ."
Zoya didn't said anything . She left the house with tears in her eyes .
Asad and Tanveer went to the shop , from where Tanveer had to buy material for her dress .
**flashback ends **
"Asad naashta taiyaar hai , jaldi aao ." Asad heard his ammi shouting .
He quickly wiped his tears , put back the earring , set his hair properly and headed towards the hall
222