Originally posted by: bpatil3
The best scene was neha ki interrogation ๐ wah kya entry di hai neha ne, khud ki style, over possessive, hamesha pati ko zanane se bachake, apni dhamkiyoan se dabake rkhti hai ๐ ๐ bechara vikram karta kuch hai, hota kuch hai hamesha, aunty changed with a young gal rofl, neha followed him till the lift hilarious.
Ishita sounded to b genuinely concern for bhai, but nih ne usko bhi suatelepan aur apni chaal samjha di ufff.
I can understand ram ki family sauteli hai, but I m feeling even more sad for priya, apni maa, apni behan usse taken for granted leti hai, grrr shipra ๐ก , bhai behenoan ka aisa karna shayad ok, but maa ka aise sochna ๐คข ๐ญ zinda rakh sakti hai zindagi nhi de sakti, kya hai ye jab zinda hi nhi reh paavogi toh zindagi kaha se banavogi, aurek accha life estyle kaha se milegi ๐คข . One should be proud of priya there comes our favourite papa, n priya jitni bada heart mujhe nhi hai , and they take u for granted, and tum akeli roti raho priya ki tarah n ignore unki naadaniyan. Keep hurting urself. Par sach hai respect cannot be by force, but kitne ehsaan faramosh hai aayesha ๐ก
and priya ko shipra ne ek glass paani k liye bhi nhi poocha ๐ญ after coming from her work, aur inki seva me laga diya ๐คข ๐ฒ kaisi family hai, itni selfish hate it.