Posted:
In BAAZIGAR Istyle...
{
OOO main to hoo hi ek thakela , saath mein hoon main taklamujhse game aisa khela house mates neee milkar,
ban ke rah gaya main kuttaaa boowww boowoww , hoon ab main ek kuttaaa boooww.
main hoon ek aisaaa jaaanwarr BB8 mein aaata hoon nazarrr.
muujhko galat heee samajhnaaa ,hoon main aisaaa pomeranian awaaaraaa,
dimpi meri jaaan, mehakk meri jaaan aur tannaaa sabse uparrr.
khata hoon laat goonsee aur thaaapppaaaddd(courtsey SONALI).
sab pil padte hain mujh paarrr.
}
ohfff main thak gayee yaar , ali bhi bahut mehanat karta hai song ki parodyyy parrr
Guys hamare parody baba ke liye kuch arz farma sakte hain to farmayen