yaad hai season-1 mein jab huda ko naina nahin mili thi toh usne apni frustration nikalne ke liye yudi ko kaisa torchor kiya tha...😆he has started tht thing again..bhale hi mazaak but i am sure pehle ki hi tarah yeh mazak torchor mein badlane wala hai😆...yudi mein tujhse beg karta hoon😆...plllzzz es baar pichli baar jaisa looser nahin winner bankar dikhana...but i still hope aisa na ho....😳
and btw...main aap logon se sawaal poonchna chahta hoon??? main season 2 aaya hoon par SEASON 1 ke zyadatar saare topics😆 dekh liye hain maine..aap logon ne naina ko bash karne mein koi kasar nahin chodi..koi baat nahin😆..ur must have ur strong reasons😳..lekin huda jo bhi kare chaho woh season-1 mein rajveer ko marne ki saazish ya yudi ko torchor aap usse uske so called STYLE kyun mante hain?????that guy deserved to be kicked for that😡kaash mein season 1 mein hota??