Praja Ss:Tum Jo Mile Gaye Ho Toh Puri Hui Har Duaa..
Part-1
The story start with barat reaching chittor..
(bg music baisa padharo charan rakhav..)
Chand-are..are..rukhiye..dadabhai..bhabisa..aap dono mahal m pravesh nahi kar sakthe..
P-(confused)Kya..kyu chand..hum aur ajab mahal m pravesh kyu nahi kar sakthe..
Krishna-(wid mischievous look)Are dadabhai..aap bhi na..abh itne bole bhi na banyeye..chand ka arth tha ki jab thak aap apni pyaarisi behno ko..aur bhabisa aapne pyaari nand ko nekh nahi de de the thab thak aap aur bhabhisa mahal m pravesh nahi kar sakthe..(nd both chand & krishna Start's smiling..)
P-are..kintu..
Jb-Dedijiye pratap ye rasam hai..
P-ji rani ma..
KS&KV-Are..are..rukhiye..dadabhai..aap hum bhaiyo k saath ye anaya (injustice) nahi kar sakthe hai..
P-(confused) ksa anaya bhai shakthi..
KS-ye anaya hi toh hai dadabhai ki aap aur bhabisa keval krishna jiji aur behen chand ko hi nekh dengye..aap hum bhaiyo ko kse bhul sakthe hai..hum bhi toh aapk sukh dukh k saathi hai..(in mischievous look)
P-hey eklingji..abh aap bhi bhai shakthi..
(nd everyone Start's laughing aur pratap yaha waha dekh the hai aur unki nazar ajab p jati hai nd seeing her smiling a lovely smile appears on his face too..and he is lost in her beauty...)
(bg music Rab ne banaaya sabko
Par kaun bataaye Rab ko
Mar ke tum pe, hum saans lete hain
Rab se karun jo duaayein
Ab ye tujhi tak jaayein
Tu jo sun le toh sunta ye Rab hai..
Jaane naa jahaan
Jaane hai kahaan
Mili thi meri teri haan me haan
Sach hai yahi tujh sa kahin
Nahin hai nahin..)
Aftersome time,
Krish-(noticing pratap..clearing d throat)are dadabhai abh kya aap sirf bhabisa ko hi niharthe rahengye..ya..aapne bhaiyo aur behno ko nekh bhi dengye..
P-(cuming to sense)kya..ha...hum..
K-(with mischievous look)Are dekhiye toh kse laza rahe hai humare dadbhai..
(Krishna ki baat sun ajab pratap ki aur dekhthi hai aur mushkhurati hai..)
P-(in irritating look)aap bhi na krishna..
K-Acha acha
..dadbhai chaliye abh sirg nekh dijiye..anyatha aap aur bhabisa mahal m pravesh nahi kar payengye..
P-(wid smile)theek hai behna ye lijiye aap sabka nekh..
Krish-danywaad dadbhai..bhabisa..(wid bright smile)
P-(in mischievous tone)Acha behna kya abh hum mahal m pravesh kar sakthe hai..
Krish-(in mischievous look)hmmm...ji dadabhai..avash..
(pratap aur ajab dono mahal k pravesh dwar ki aur jaate hai jaha jb aarthi k thaal k saath kadhi hothi hai..)
Jb-(after doing aarthi)ajab is kalash ko apne dahye pair (right leg)se girha kar..grahpravesh ki rasam puri kijiye..(says wid smile)
A-ji rani ma (wid smile)
(Ajab grahpravesh ki rasam puri kar thi hai..aur aalthe ki thaal m pair rakh mahal m pravesh kar thi hai..)
Precap-Ring finding nd Pagelagni Tradition
ok mitro yah bhaag yahi smapth hotha hai..hum vaada toh nahi kar sakthe kintu paryatn jarur karengye ki agla bhaag is bhaag se jayada lamba ho..toh yadi aap sabko pasand aaya ho toh kripya like aur comment kare.. 😳 😃