rukiya ke bhandafod karte hai sab os din ke wait kar rahe hai ke kab rukiya ke bhandafod hoga... jaise show mein bohut baar huwa ke hamein laga bas iss
baar rukiya gaye hum kya expect karte hai aur cv hamein kya dekhte hai
Rukiya ke tabiyat harab hogaye hai waise rukiya sirf apne haas doctor ko checkup karne dete hai but os time rukiya hosh mein nahi thi
jalal ne haram ke hakim se check karwa liya
Hakim : ne jaise hi haath lagaya os ko pata chal gaya wo payt se nahi hai aur os ne jalal ko sab kuch bata diya
Shehansha : shehansha ko jaise hi pata chala wo bina kuch kahe wo waha se gussa se chale gayeš”
Rukiya : rukiya ko jaise hosh aya os ko pata chala hakim sahiba ne jalal ko sab kuch bata diya
Rukiya to Hakim sahiba : ye appne kya kar diya hum jalal ko hud bolne wale thee ye sab dafa ho jaye hamare hojre se
Rukiya : bahar jane ke koshish karti hai but sipahi os ko rak lete hai
sipahi to rukiya : shehansha ne kaha hai apko bahar na jane de
rukiya to sipahi : appko pata hai na hum kon hai ab tum malika-e-khaas ko roko ge
pakdi gaye akad nahi gayešShehansha to Jodha : Jodha begum iss baar rukiya ko aise saza duga wo zindagi baar yaad rake ge
As always jodha bich mein akar sab barbaad kar dete haiš¤¢
Jodha to shehansha :shehansha wo appke bachpan ki mitar hai awash koi karaan raha hoga ye sab karne ke
Shehansha to Jodha : Jodha begum yaha dekh ki ye os ne atine zyada galatiya ki har baar mafi nahi milege
Shehansha : jodha begum ye dekh ke ye hamare naya chapuk kal hi amer se mag waye thee lagte hai iss ke use kar ne ke waqt agaya haiš
Shehansha : maza ayega maza lolzš¤£
Resham to mahamanga : wazir-e aliya hum ne suna hai rukiya ko maar pad ne wali hai
Mahamanga : wah ab ayega asli mazaš
Rukiya to jodha : jodha begum ab sirf app hamare madad kar sakte hai kyu ke jo biwi se kare pyaar wo biwi ko kaise kare inkar jodha begum jalal ko samjh jao
Jodha Begum : rukiya ke raksha karna
guys jo himmat aaj tak cv ne nahi ki wo mein kaise kar sakte hoo cv rock viewers shocked jalal hamesha atina gusse mein hote hai hum sab samjhe thee hai
rukiya aaj gaye rukiya ko milte hai hug aur hamein milte hai thullu
rukiya ko milte hai ye after doing soo many sinsš”
aur cv pe trust kar ne ke liye hamein hamehsa milte hai yeš¤¢
Edited by susantogiaa - 11 years ago
56