i feel ye season 2 alekh ke liye achchaa nahi hai...i mean shuroo shuroo mein wo hospital mein admit hogaya tha....kitna stomach ache huaa tha....š.............wahan se discharge hua toh KMA mein fail ho gaya..š.aur orderlee bangaya.........š..........phir neelu nautanki uske peeche pad gai....š”............š¤¢....phir yudi k dad ne n yudi ne use bahut buraa buraa kahaa...š”.....phir nair ne itna mara........š”...........boot polish karwaya.š¤¢..pochaa lag waya........................
aur kisi ne uski help nahi kari..........shalini ne bhi uski chooth par medicine nahi lagai...š.aise badi mother indiya banti hai..........neelu jo uski care karti hai<i dont think soš”>......wo toh atleast aalekh k moov ya iodex laga deti.....
par sab aapne kaam mein itna busy hain ki kisi ko aalekh ki koi chintah hi nahi
he is facin serious health probs