haan galat tumhara rohit nahin hai... woh to mahaan hai tumhe mandap mein chodkar bhaag gaya... saal bhar se gayab tha ek baar bhi tumse nahin mila kayar ki tarah bhaag gaya phir bhi woh tumhara pyaar hai isliye sahi hai...
galati to ali ki hain jo tum jaisi selfish ladki se pyaar kar baitha ...hamesha tumhari help ki, tumhe support kiya... apne ambitions bhi daav pe laga diye sirf tumhare liye... bewakoof hain na woh tumpar abhi bharosa karta hai ... tumhe bhagne mein help karta hain taki tum apne rohit ke saath romance kar sako... galat to humara ali hai jo tumhe pehchaan nahin saka...