I'm sure U all must have njoyed galot's entry!!
I thoroughly njoyed his entry!!
And he made me emotional with most of his dialogues!!
"Mujhe sab yaad hain" That dialogue really made me emotional bcoz is duniya main koi toh hain jo raj ko samajta hain aur uski baatonko yaad bhi rakhta hain!!!
Pal bhar kii khushi, pal bhar kaa apnapan had surely given strength to Rajveer!!
And his eyes had an unseen dard kyunki woh khushi bas pal bhar kii thi, warna toh jab bhi use koi dukh hota hain toh woh kisi ke saath share bhi nahiin kar sakta!!😭
Lekin Raju papa aap apne baap ko bhi nahiin chodte!!
Ek toh woh coffee oopar se yeh bhi poochte ho kii shakkar theek hain yaa nahiin😆
And mujhe laga apne baap ko dekhte thodi tho akal aagayi hogi aap main
lekin nahiin , saab phir nikhle us Naina ko justification dene😡
But again at the end "Yeh meri aakhri mission hii kyun naa ho" yeh kehna zaroori thi kya??
Aap bhool gaye aapki akhri mission kya hain??
Are aap jab villains ko pakad loge tab aap ache bache kii tarah naina ke paas jaakar use pistol dekar kahoge "Naina shoot me finish me" Yeh sab herogiri karne se pehle apne aakri mission poori karlena are wahi to slap Naina left right and left agar bina use maare Naina ke paas herogiri dikhane chale gaye naa toh Naina ko chod I'll drop U dead in front of me capt.Shikawat😡