Sitting on the terrace she was talking with herself when she heard maham's giggling voice.She came downstairs and a smile appeared on her face seeing zeeshan and maham playing.He truly loved her and wanted best for her thats why he shifted to lahore for maham's sake.
"Aap le liye khana lga dun." "Ummm,,chalo lga do mein aur maham akhtay khana khain ge haina janu,,," he pressed his nose with maham's and began to tickle her.Rumaisa felt so relieved when she saw both of them like this.She felt contented that atleast zeeshan has someone special in his life but no she has to talk to him he just can't waste his life like this.He deserves a life partner who loves her immensely.
After dinner.
.
"Zeeshan mujhay aap se baat krni hai." He immediately put his work aside and asked rumaisa to sit...She felt hesitant but finally mustered her courage to speak..."Mein ap ki bohat shukar guzar hun ke aap ne mere liye itna kuch kia,mujhay aur maham ko apnaya..."He was about to cut her when she insisted him to let her speak today."Mein jaanti hun ke aap maham se beintihaa muhabbat krte hain lekin ap ki bh to koi zindagi hai,aap yeh life deserve nahi krtay,mein is ehsaas ke sath nahi jee skti ke aap mere liye apni zindagi brbaad kr len,plzz plzz aap shadi kr len..." He looked at her with surprise and disgust..he felt that he would cry out any moment.Rumaisa waited for his reply but he just kept on staring her with those teary,fierce looks."Plzz kuch bolen.."
Mein kya bolun rumaisa,tum ne mujhay meri hi nazron mein jhuka dia hai.tumhe kya lgta hai ke mein ne tum se shadi tum pe ihsaan jtanay ke liye ki th,nahi rumaisa nahi,jis shaks ne mujhay sab se zaida chaha,sb se zaida support kia mein us ki biwi aur bachay ko kese akela chod skta tha,tum se shadi mein netumhe tahafuz fraham krne ke liye ki th.i wanted to protect you and maham from this cruel world.agr mein aesa na krta to kya jawab deta nabeel ko.." He held her hand and with tears coming out of hus eyes deliberately."Mein jaanta hun keh tum nabeel ki amanat ho lekin rumaisa tum ne kabhie socha hai keh wo tumharay liye kya chahta tha,he wanted u to be happy,rumaisa aj tak tum aoni khushiyaan kurbaan krti aii ho,kabhie apne hakk ke liye nahi ladi at least aj to socho apne baare mein.." Rumaisa stayed numb,she looked at him inquisitively."agar tum mere baare mein soch rahi ho to aik baad yaad rakhna meri life sirf do logon ke liye hai,aik maham aur dosri maham ki mama ke liye." He jerked her towards him reducing the distance between two.
"Plzz rumaisa aik mawka do mujhay,hamaray rishtay ko,mere liye nahi na sahi lekin hamari beti ke liye,nabeel ke liye plzzz just one chance." He bend his head and put his head in her palms.Within a second he realised that she thise hands lifted his head up and rubbed away those tears...She looked at him lovingly and hugged him crying but with a smile and promise.
"Mein hamaray rishtay ko aik mawka dun gi zeeshan zrur dun gi.hamaray liye hamaray beti ke liye,Nabeel ke liye." Within a moment he caught her in his embrace kissing her unbrushed tussels and assuring her that he will always be there for her..