Jab wafa nikla
Pata chala ke galat leke,
Main pata nikla
Pata chala ke galat leke,
Main pata nikla
Jiske aane se muqqammal,
Ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne di thi,
Mit gayi thi har kami
Kyun be-wajah di ye saza,
Kyun khwaab deke, woh le gaya
Jiye jo hum lage sitam,
Azaab aise woh de gaya
Dhoondta tha ek pal mein,
Dil jise ye sau dafa
Hai suhana raaz uss bin,
Roothi shaame, din khafa
Woh aaye na, le jaaye na
Haan uski yaadein jo hai yahan
Na raasta, na kuch pata
Main usko dhoodoonga ab kahan😭