Aaliya ko milne wala hai ek buhat bara shock!
Aisi surprise ke reh jaigi dhang!
Aray agay sunye to...
Poochinge nahi ke kya baat hai, kya hone wala hai jis se hamari mamu ki bhanji ko lagne wala hai current?
Tau paas ayeye aur ghor se sunye!!
Zain miyan kehne wale hain kuch khaas!
Aray nahi, woh wala khaas nahi, yeh tau kuch ar hi hai.
Zain Aaliya se karne wala hai sorry!
Jee haan bilkul theek suna aapne! Maafi mangne wale hain Zain Aaliya se!!
Question is how will he say sorry to her?