Mami is disappointed and her monologue
"O Mhare bhogilaal, jo bhi socha thaa uska ulta hi kyun ho raha hai, yeh jo Kamini hai ne uske saath mere saare plans flop ho rahe hai, mujhe toh lagta hai ye panauti hai"
Janu and Motiben conversation
Janu says. "Motiben meine mere sabse bharose mand aadmi ko bheja thaa Pandya parivar bhaiyiyon ko rokne ke liye ,par ye Pandya parivar time se kaise pahunche"
Rishita comes there and says, "kam se kam Pooja ke time pe ye saazish nahi karte papa"
Motiben and Janu are shocked to hear what Rishita had to say.
Rishita says. "mere gharwaale jo bhi kehate hain na aapke baare me, bilkul sahi kehate hain, mein aap logon ko defenf karti rehati hoon, I am just fed up, ye sabse mein tak gayi hoon"
Mahaanji, comes there and says, "Rishtia ye kya tarika hai apne pita se baat karne kaa"
Rishita says, "Mahaanji aapko pata nahi hai, yeh donon mere gharwaalon ke saat kya kay galat kiya"
Rest of the Pandya parivar members come there
Mahaanji says, 'kuch galat nahi kiya, balki aap logon ka inka dhanywaad karna chahiye, jabse mujhe pata chala bhandaare ke saare anaaj gaay kaa gayi tab hum duvidha me the, yeh bhandare ke prabandh kaise hoga. aur bhandaara toh hona hi thaa, tum logon ke baar baar galtiyon se Pandya parivar par hamara vishwas karna teek nahi thaa"
Janu is smirking
Mahaanji continues,"Janardhan swayam apni iccha se aaye hain, balki tum logon ki unse kshama maangni chahiye, tum logon ki wajah se inka kaam bad gaya"
Janu's monologue, " arrey waah aaj toh meri kismat hi khul gayi Pandya parivar poore Somnath ke saamne mujhse maafi maangegaa, ye dhin toh itihaas ke paanon me likha jaana chahiye"
Dhoom tana BGM 😕