Next morning.
Kabir woke up and saw Nisha still sleeping. He got up and went near her and sat there.
Kabir- Nisha, I am really sorry. Mujhe kal tumse jhagra karna para. Humre raste chaye ek kyu na ho, manzil ek nahi hain. Mujhe tumhe ye samjha na hi padega. I am sorry. Mujhe ye karna hi parega, kyuki I love you. And mera pyaar mujhse sirf tumhari khushi hi mang raha hain.
She was still sleeping peacefully. He really loved her a lot. He got up and went to the washroom. She woke up when he came back.
Nisha- Kabir, kal ke liye I am sorry. Mujhe sach me pata nahi tha ki uss laptop me tumhara important presentation tha.
Kabir smiled at her.
Kabir- Its okay.
Nisha- Um, toh aab sab back to normal?
Kabir- Ha. Waise aaj mere pas tumhare liye kuch surprise hain.
Nisha- Surprise? Kaisa surprise?
Kabir- Breakfast pe bataun?
Nisha- Okay.
When everyone reached the dining table, Kabir wanted to give Nisha her surprise.
Kabir- Bhai, Maa, mere pas Nisha ke liye ek surprise hain.
Viraj was curious to know what his surprise was.
Maa- Kya surprise hain?
Kabir- Nisha, upar humare room me ek packet hain. Wo table pe hi rakha hain. Wo le ao na please?
Nisha- Haa.
She went up and brought the packet.
Kabir- Kholo?
Nisha opened it.
Nisha- Dubai ke ticket? Kyu?
Kabir- Main Dubai ja raha hu.
Everyone was surprise.
Nisha- Kya? Main bhi?
Kabir- Nope. Only me.
Viraj- Par kyu?
Maa- Kabir? Tune mujhse puchna zaruri nahi samjha?
Nisha- Kabir? Par kyu?
Kabir- Umm, ab main bolu? Thank you. So, mujhe waha zana hi padega. Sach me. Meri job lag chuki hain waha. Aur, waise bhi, permanent nahi hain, bas 1 month ki course hain. Maa? Please.
Maa- Jo tumhari marzi.
Vasundhara was upset.
Kabir- Mom, main jald hi ajaunga.
Nisha- Kabir? Ye surprise tha? Bilkul bhi accha nahi tha ye.
Viraj- Aap ko job ki zarurat hain? Hum dila dete hain.
Kabir looked at Viraj and Nisha.
Kabir- Nahi bhai. Hume waha jana hi padega. I am serious. And Nisha, nahi. Tumhare liye isse bhi bara surprise hain. Par, uske liye, tumhe ek aur month wait karna padega. Please. Smile kijiye aap sab? Aaj sham ko flight hain. Mujh pata tha ki aisa hi reaction mile ga. isiliye maine taab nahi bataya tha.
Nisha- Kabir? Packing nahi karoge?
Kabir- Nahi. Tum karogi na meri packing.
Kabir winked at Nisha. And she smiled at him. She would really miss him. She felt weird.
Viraj- Kabir. Jaldi aajana bhai.
Kabir got up from his chair and hugged Viraj.
After Nisha packed Kabir's bag, she wanted to talk to Kabir.
Nisha- Kabir? Ajeeb lag raha hain.
Kabir- Kyu?
Nisha- Aisa lag raha hain ke alag ho jayenge hum.
Kabir- Sahi kaha.
Nisha looked at him, stunned.
Kabir- Nahi, matlab hain, haa, toh Dubai me ja raha hu. Bed ke uss taraf nahi. Alag hi toh honge na?
Nisha- Chup. Please.
She went and hugged him. He hugged her back.
The clock struck 6 and it was time for Kabir's flight.
Viraj- Take care.
Kabir- Bhai? Nisha ka khayal rakhna. Meri amanat hain.
Kabir started to laugh.
Nisha- Kabir? Kya kuch bhi bolo raha hain.
Maa- Bas. Chup ho jao sab. Kabir? Kaab aaoge?
Kabir- After a month?
Nisha- Thik hain bye.
And Nisha turned around to leave. And just then, Kabir held her hand and pulled her back, and hugged her tight, to Nisha's surprise. Viraj felt bad. His heart was aching. Vasundhara was staring at Kabir.
Kabir- Nisha, I will miss you. And tumhara surprise mere saath ek mahine baad ajayega. Aur tumhare mummy, papa, aur pure moholle jaise family ko bye bol dena.
Nisha- Kabir? Are you okay?
Kabir- Haa.
And he broke the hug and took Vasundhara's blessings and hugged Viraj. He said bye to all of them and left.
Viraj drove them home. As soon as they enter the house, Vasundhara left for her room. Viraj and Nisha were alone in the living room.
Nisha- Viraj? Mujhe Kabir kuck pareshaan sa lag raha tha.
Viraj- Haa, hume bhi. Wo shayad hum sab ko chod ke jaa raha tha na toh ushi liye.
Nisha- Nahi Viraj. Kuch aur baat hain. Waise, Saurav kuch keh raha tha? Kuch camping and stuff?
Viraj- Haa. Wo hume invite kiya tha kisi ne. Matlab kisi aur bade company ne. Camping ke liye. Humne mana kar diya.
Nisha- Par kyu?
Viraj- Kyuki hume waha saath jana tha. Aur hum nahi chahte hain ke past ke bure yaadein aapke samne aaye.
Nisha was surprised. She couldn't believe it that he had said it. Yes, her past. Her HORRIBLE past. It haunted her for years till he came into her life.
Nisha- Aapko jana hain na?
Viraj- Nahi. Kyuki aap waha nahi jayengi. Hum aapko waha nahi le jayenge.
Nisha- Aagar aap mere saath chalenge toh main jana chahti hu. Aapke saath. Humare liye. Academy ke liye.
She smiled at him. She was so happy to see his concern for her.
Viraj- Nahi Nisha. Hum nahi chahte hain ke aap koi camp mein jaye.
Nisha- Jab aap mere sath honge, taab koi mere taraf aakhn uthake bhi nahi dekhega. Really. Main jana chahti hu. Please Viraj?
Viraj- Par Nisha?
Nisha- PLEASE?
Viraj- Thik hain. 3days baad ka program hain. Maa ko bata dijiye ga, lekin aap batayengi.
Nisha- Done.
Precap- None.
Please do Like and Comment. :D